Jyoti Jalaile

by Huey Lewis, & The News

jihua pe chhale pade, panth nihar nihar
aaj waha pe chaale pade, panth nihar nihar
aankho mein hai cataract aaya
aaja aaja aaja pukaar
aaja aaja aaja...
are dilli wali didi aaja
jaipur wali jiji aaja
aaja aaja aaja...
arrey pune wale bhau aaja
une wale prau aaja
aaja aaja aaja...
chalu train ka ticket kata kar
ya tc ko ghoos pila kar
aaja aaja aaja...
kab tak yu suna sa rasta dikhaoge
bolo ji bolo atithi kab aaoge
bolo ji bolo atithi kab aaoge
bolo ji bolo atithi kab aaoge
bolo ji bolo atithi tum kab aaoge
hum ne kar kar phone bulaya
apne ghar pe koi na aaya
aaja aaja aaja....
sharma ji ke uncle aa gaye
rajni ji ke devar aa gaye
munna pooch raha hai
papa atithi kya hota hai
btao na papa
are munna pooch raha hai
papa kya hota mehmaan btao
iski utsukta kuch kam ho
bina btaye tu na jao
aaja aaja aaja...
hey chaadar wadar dho gayi bai
biwi bhi raashan le aayi
aaja aaja aaja...
arrey naya kaam kuch aaya bhi hai
jeb mein thodi maya bhi hai
aaja aaja aaja...
aisa bhi din hota kabhi na tum paaoge
bolo ji bolo atithi kab aaoge
bolo ji bolo atithi kab aaoge
bolo ji bolo atithi kab aaoge
bolo ji bolo atithi tum kab aaoge
credit card ke bill jaise
tum bina btaye aa jao na
aa jao na, aa jao na
deewaro ke jale jaise
saaf kare se bhi jao na
na jao na, na jao na
credit card ke bill jaise
tum bina btaye aa jao na
aaja aaja aaja...
are deewaro ke jaale jaise
saaf kare se bhi jaao na
aaja aaja aaja...
chaubis ghante paani aaye
bijli bhi aake na jaaye
na ja na ja na ja...
arre khana garama garam mile ga
phula phulka naram milega
aaja aaja aaja...
arre humko khushi hogi jab jab tum khaoge
bolo ji bolo atithi kab aaoge
bolo ji bolo atithi kab aaoge
bolo ji bolo atithi kab aaoge
bolo ji bolo atithi kab aaoge
bolo ji bolo atithi kab aaoge
bolo ji bolo atithi kab aaoge
bolo ji bolo