Aye Khuda – www.Songs.PK

by Minus The Bear

aye khuda mujhako bata, tu rehata kahaan, kya tera pata
hum toh yahaan pe musaafir hai, jo dhundein apani manzil ka pata -(2)
yaadaan teri yaadaan aati hain, jaan meri jaan jaati hai
tanhaayiyon mein rehata hoon, khud se hi aksar yeh kehata hoon
kyun tune dil tora, kyun tune yuun chora
kyun tera abb bhi rahein dil ko intzaar
kyun chali aati hai kyun tarpaati hai
kyun hoon abb bhi main yuun bekaraar
aye khuda mujhako bata, tu rehta kahaan, kya tera pata
hum toh yahaan pe musaafir hai, jo dhundein apani manzil ka pata
faasalein hai magar phir bhi tu dur nahi
maana ke hum toh hai par tu majbor nahi
har lamaha mujhako yeh tarpaati hai
jaan meri jaan jaati hai
tanhaayiyon mein rehata hoon, khud se hi aksar yeh kehata hoon
kyun tune dil tora, kyun tune yuun chora
kyun tera abb bhi rahein dil ko intzaar
kyun chali aati hai kyun tarpaati hai
kyun hoon abb bhi main yuun bekaraar
aye khuda mujhako bata, tu rehata kahaan, kya tera pata
hum toh yahaan pe musaafir hai, jo dhundein apani manzil ka pata
yaadaan teri yaadaan aati hain, jaan meri jaan jaati hai
tanhaayiyon mein rehata hoon, khud se hi aksar yeh kehata hoon
kyun tune dil tora, kyun tune yuun chora
kyun tera abb bhi rahein dil ko intzaar
kyun chali aati hai kyun tarpaati hai
kyun hoon abb bhi main yuun bekaraar
aye khuda mujhako bata, tu rehata kahaan, kya tera pata
hum toh yahaan pe musaafir hai, jo dhundein apani manzil ka pata
kyun tune dil tora, kyun tune yuun chora
kyun tera abb bhi rahein dil ko intezaar
kyun chali aati hai kyun tarpaati hai
kyun hoon abb bhi main yuun bekaraar