Zindagi Do Pal Ki – www.Songs.PK

by Minus The Bear

Zindagiii Do Pal ki
Zindagi Do Pal ki
Intezar Kab tak
Hum karenge bhala
Tumhe pyaar kab tak na karenge bhalaaaaaa.
Zindagi do pal ki
Dil mein Tumhare chupa di hai mene to apni yeh jaan
Abb Tumhi Isko Sambhalo Humein Apna hosh Kahan
Bekhudi do pal ki
Zindagi do pal ki
Intezar Kab tak
Hum karenge bhala
Tumhe pyaar kab tak na karenge bhala
Ek chota sa vaada is umar se zyada Sachcha hain sanam
Har modh par saath Is liye rahete hain ab dono hum
Dosti do pal ki
Zindagi do pal ki
Intezar Kab tak
Hum karenge bhala
Tumhe pyaar kab tak na karenge bhala
Zindagi Do Pal ki
Zindagi...